TOXIC LYRICS - Badshah, Payal Dev
TOXIC LYRICS - Badshah, Payal Dev
Hello Guys, The song we are going to talk about today is TOXIC LYRICS - Badshah, Payal Dev. Through this article you will get information about the song, review of the song, lyrics, and official video.
guys, After the genda phool song, this song is the new song of badshah, the lyrics of this song are written by the badshah.and the female singer of this song is payal dev.so stay tuned.
toxic song features
- Song :- Toxic
- Singer :- Badshah, Payal dev
- Lyrics :- Badshah
- Composer :- Payal Dev
- Music production :- Aditya Dev
- Directed by :- Ravi Dubey
- Level :- Sony Music India
Official video of toxic
Toxic Lyrics in English Badshah
Jab tu nahi tha yaha to gamm nahi thaa,Aadat teri lagne tak sab kuch sahi thaa,Aaya tu zindagi mei ban ke sitam saa,Haa ek sitam saa.Ik tere pyar ne aise diye zakhamNa hi to je sake, na hi mare hai hum,Ik tere pyar ne aise diye zakhamNa hi to je sake, na hi mare hai hum,Ik tere pyar ne.Jish din pehli bar dekha tujhkoKosun us din ko mai,Kyun ladte hoIska jawaab do kyun tumko mai.Aankhei chehre mei dhans gayi haiKoyi raunak nahi,Lagta hoon psychoMilta hoon jin jinko mai.Chhoti chhoti baat pe ladne ka man kare,Jise bhi milu mai jhagadne ka man kare,Rehti ek anxiety si,24 ghante marne ka man kareKyun hai itni gandagi,Na tujhko pata na mujhko pataKuch to bacha hai kya tere mere bech mei,Tu yeh mujhko bataa.Mai tujhse pyar karna chahta hooPar aur nahi ho pa raha,Aankhein sookh gayi hain meriAur nahi ro pa raha,Chahta hoon ke aansu ayeinAane band ho gaye hai,Tujhko jate the jo rasteSaare band ho gaye hai.Ladna bhi mai chahta hoonKha ke kehta hoon kasam,Iss bahane apne meiKuchh to rahega kam se kam,Tu bhi mujhko gaali deMujhpe chillaye, mujhpe cheekhe tu,Lad ke ghar se bahar jayeMain aaun tere peche,WhatsApp pe mujhko aur meri family ko block kar,Mujhe gandi gandi batein bolKhud ko room mein lock kar,Main khadkhata rahun darwazaAur tu khole na.Main kholne ko bolta rahunAur tu kuch bole na,Toone yeh kiya to mai yeh kar lunga hum chillayein,Dono ko ik duje ki phir ghaltiya hum ginwayein.Thak kar phir rote rote rote dono so jayein,Kyun na hum ik dooje se phir anjane ho jayein,Choti choti batein ab andar se khane lagi hain,Jaan meri ab mere andar se jane lagi hai,Dono mei negativity har din aane lagi hai.Pehle pyar aaya karta thaAb ghin aane lagi hai,Pehle pyar aaya karta thaAb ghin aane lagi hai,Pehle pyar aaya karta thaAb ghin aane lagi hai.Ik tere pyar ne aise diye zakhamNa hi to jee sake, na hi mare hain hum.Ik tere pyar ne aise diye zakhamNa hi to jee sake, na hi mare hai hum.Ik tere pyar ne.Humi ne banaya joJo humi se bikhar gaya,Aao nayi enton seWahi ashiyana banaye.
Friends, for so long we have known about the famous song toxic lyrics, so friends we have a question for you.Who is the most underrated singer? give the answar in the comment box.
MORE SONG:-
friends If you have made a mistake here, please comment and help us to fix it. The all new trending songs lyrics are available here like TOXIC LYRICS - Badshah, Payal Dev.THANK U.
Post Comment